(Beta)
Sign In
0

two little girls sitting in the grass holding a candle

R
Rehmat ali Shah

Prompt

Halima ki aankhon mein ek aisa noor tha jo dekhte hi dil ko sukoon deta tha. Jab bhi wo mujhe dekhti, uski aawaz mein ek izzat thi, jaise wo mere naam ko apne dil ki gehraiyon se bulati ho, “Suniye Aap.” Uske lafz, uski baat karne ka tareeka, har pal ko khaas banata tha. Humari guftagu mein hamesha hansna, khush-mizaaj mzaak aur wo lamhe shamil hote the jo sirf hum dono hi samajhte the.Har shaam jab aasman ke rang badalte aur suraj doobne lagta, hum ek saath baithte, chaand ke neeche, ek doosre ki khamoshi mein khoya hua. Pura duniya humse door ho jati, bas hum dono aur wo aaram tha jo ek doosre ki saath hone se milta tha. Uski haath ki garmi, mere haath mein hoti, toh waqt jaise thak jata tha, aur har pal mein ek alag hi khushi hoti thi. Un lamhon mein, bas yeh sochta tha ke kitna naseeb wala hoon, ek aisi shakhsiyat mil gayi hai jiska dil mohabbat aur izzat se bharpur hai.Halima ki adaon mein wo baat thi jo har aasan lamhe ko khaas bana deti thi. Ek nazar, ek choo, ek muskurahat -- har sekan uske saath guza

INFO

Type

Text-to-videoWj

Date Created

November 27,2024Wj

Dimensions

1280×768pxWj

Recommended Prompt

Prompt 1: two little girls sitting in a field, holding a lit candle in their hands. they are wearing white dresses and are surrounded by red flowers. the sun is shining brightly in the sky, and the girls are looking at the candle. captures the peaceful and serene atmosphere of the field, with the girls enjoying the moment.
Prompt 2: two little girls sitting in a field at sunset, holding a lit candle and a red rose. they appear to be enjoying each other's company and the peaceful surroundings. captures the serene and beautiful moment of the girls enjoying the sunset and each other's company.